by Jal The Band
Mein teri ahkoon mein rahata hoon
Tujhey pata na chale
Tere har pal mein guzra hoon
Tujhey pata na chale
Kare to phir kya kare
Tere bin kaise jiye
Ankoon mein pyar liye
Bolo kahan kahan phire?
Khafa to hum bhi hain tum bhi ho
Humein pata na chale
Judayi ka mujhey ghum bhi hai
Koi aesi khata na kare..
Kare to phir kya kare
Tere bin kaise jiye
Ankhoon mein pyar liye
Bolo kahan kahan phire?
Sajni paas bulao na
Ki dil aaj tuta hai aaj tuta hai
Sajan maan jao na
Ke woh aaj rutha hai aaj rutha hai
Koi use manae na
Jaane jaan..
Dil tujhey hi chahe na
Hooooo....
Humein dil se bhulao na
Yehi ab kehna hai ab kehna hai
Tum paas aao na
Aao naaaaa
Sajni paas bulao na...
Saajan maan jao na...
Sajni paas bulao na...
Sajni paas bulao na
Ki dil aaj rutha hai aaj tuta hai
Sajan maan jao na...
Sajni paas bulao na...
Saajan mana jao na...
Ab tau addat si hai mujhko Lyrics
by Jal The Band
Najaane kab se
Umeedain kuch baqi hain
Mujhe phir bhi teri yaad
Kyun ati hai?
Najaane kab se
Durr jitna bhi tum mujhse
Paas tere main
Ab tau addat si hai mujhko aise jeene main
Zindagi se koi shiwva bhi nahi hai
Ab tau zinda hun main iss neele asmaan main
Chaahat aisi hai yeh teri
Barhti jaye
Aahat aise hai yeh teri mujhko sataye
Yaadain gehri hain yeh kitni
Dil doob jaye
Aur aankhon main yeh ghum num ban jaye
Ab tau addat si hai mujhko aise jeene main
Sabhi raatain hain
Sabhi baatain hain
Bhula do unhain
Mitta do unhain
Ab tau addat si hai mujhko
Download Aadat.mp3
Download Aadat.mp3
Ik Din Ayega Lyrics
by Jal The Band
Teri Aankein Ab Hongi Na Kabhi Nam
Tu Jo Dekh Leh, Toh bula Doon Mein Saarein Gum
Tu Jo Chahein Toh.. Badlega Mausam...
Yeh Jo Pal Hain, Inhe Khushiyon Se Barlo Tum
Woh Beetein Din, Unhe Yaad Firse Karlo Tum
Tu Jo Chahein Toh.. Badlega Mausam...
Yeh Dil Tu Rona Nahin, Yeh Kuaab Adhurein Nahin
Yeh Armaan Saare Tere, Honge Pure Kabhin
Ik Din Ayega, Tu yun Gayega aa AA aa AA AA AA
Rona Nahin,Kuaab Adhurein Nahin,
Dil Tu rona Nahin
Yeh Dil Tu Rona Nahin
Yeh Kuaab Adhurein Nahin
Yeh Armaan Saarein Tere, Honge Pure Kabhi
Ik Din Ayega, Tu Yun Gayega aa AA oh oh aa oh
Dil Tu Rona Nahin,
Kuaab Adhurein Nahin
Dil Tu Rona Nahin
Kuaab Adhurein Nahin
Ik Din Ayega Oh oh oh oh..
Download Ik_Din_ayega.mp3
Download Ik_Din_ayega.mp3
Kaash Yeh Pal Lyrics
by Jal The Band
Sajna de ba jo main te
Jike hun ki karna rabba
Anju bhi hun mukh gaye sare
Hun te mila de rabba
Kismat ka ye khel hai
Milna tha humne kabhi
Hathon ki lakeeron mein
Likha tha ye sabhi
Koi jaane naa maane
Ye saath hain kitna haseen
kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye
kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye
Janam janam ka
ye saath hain
chut ta hi aise nahi
pyaar tera aisa mila ke
ab koi bhaata nahin
Bahon mein aa ke teri
Saason mein simat jaaye
kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye
kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye
Ashq ban jaaye
Pal tham jaaye
Ashq ban jaaye
ye pal tham jaaye
Haathon ki
Kismat Ka
Koi jaane
Na maane
Ye saath hai kitnaa Haseen
kash ye pal (na na na na na)
Aap ke hum (na na na na na)
Jannat bhulake hum teri (na na na na na)
Aankhon ke ashq ban jaaye (na na na na na)
kash ye pal tham jaaye
Aap ke hum ban jaaye
Jannat bhulake hum teri
Aankhon ke ashq ban jaaye
Download Kaash_Yeh_ Pal.mp3
Download Kaash_Yeh_ Pal.mp3


