Kurban Song's lyrics & Download Mp3




Shukran Allah Lyrics
Shukran Allah wallah Alham dulillah
Shukran Allah wallah Alham dulillah

{Shukran Allah wallah Alham dulillah
Shukran Allah wallah Alham dulillah}

Nazron se nazrein mili to
Jannat si mehki Fizayein
Lab ne jo lab chu liya to
Aasmaan se barshi Duyaien

Aise apni mohabbat
Aise rooh-e-ibaadat
Hum pe Meherbaan Do Jahan

Shukran Allah wallah Alham dulillah
Shukran Allah wallah Alham dulillah

{Shukran Allah wallah Alham dulillah
Shukran Allah wallah Alham dulillah}

Teri bahaon mein yeh jism khil gaaya
Teri Saanson mein chain mil gaya
Kaise rahein abb hum juda
ho ho
Teri Paas hum itne hue
Tere khwaab apne hue

Kaise hue abb hum fida

Aise uski inayat
Mit gayi har shiyaat
Hum pe Meherbaan Do Jahan

Shukran Allah wallah Alham dulillah
Shukran Allah wallah Alham dulillah

{Shukran Allah wallah Alham dulillah
Shukran Allah wallah Alham dulillah}

Tere saaye mein li har khushi
Teri marzi meri zindagi
Le chal tu chahe jaahan
haan haan
Meri aankhon mein
Nazar Teri Hain
Meri Sham-o-seher Teri Hai
Tu jo nahi to mein kahan

Khil gai meri kismat
Paake teri yeh chahat
Hum pe Meherbaan do Jahan

Shukran Allah wallah Alham dulillah
Shukran Allah wallah Alham dulillah

{Shukran Allah wallah Alham dulillah
Shukran Allah wallah Alham dulillah}


O Rasiya aa Lyrics
O Rasiya aa
Rasiyaa aa aaaa
Bawali si preet mori
Abb chain kaise ppaaye
Aaja rasiya mohe ang lagaale

Bawali si preet mori
Abb chain kaise ppaaye
Aaja rasiya mohe ang lagaale

Ang Lagale
Ang Lagale
Ang Lagale

Tan Ek Jaan Ek
Apna ho Jahan Ek
L.yr.icsmasti.com
Aise Lipte Roh se rooh
Ki Ho jaye Imaa Ek

O Keshuo si Kaali ratiyaa
Adhereon pe kaape bateiyaa

Sawali ki saansein mori Arz sunawe
Aake mori shwate preet pe Rang saza de
Bawali si preet mori
Abb chain kaise ppaaye
Aaja rasiya mohe ang lagaale

Bawali si preet mori
Abb chain kaise ppaaye
Aaja rasiya mohe ang lagaale

Ang Lagale
Ang Lagale
Ang Lagale

DUA LYRICS
Aashiyan apna bana le
Khwaabon ki chhaon mein
Aanewala kal basa le
Aaj ki nigaah mein
Bas tumhara saath de de
Ishq ki panaah mein
Muskurate pal bichaa de
Zindagi ki raah mein

Ali maula ali maula Lyrics

3{himmat e ata karo o madad gar Maulaa..
Ali maula ali maula Ali maula ali maula
o Maula
Ali maula ali maula Ali maula ali maula
aap hi qwat e perwardigar Maula...
 Ali maula ali maula Ali maula ali maula
 Ali maula ali maula Ali maula
o shahe warda shaire yazda jan fidaaaa tum hi Maulaa
 Ali maula ali maula Ali maula ali maula Ali maula ali maula
 Ali maula ali maula
o maulaa
 Ali maula ali maula Ali maula ali maula}3
{} 
ya Aliii
jazbaat kia hai maulaa
halaat kia hai maulaa
k shatir is k  saray is k  war hain
oo har sa say  khwahish silay  sazish kuch hain gilay
hain mushkilaat e beshumaar
 o shahe warda, shaire yazda, jan fidaa tum ho Maulaa

 Ali maula ali maula Ali maula ali maula
 Ali maula ali maula Ali maula ali maula Ali maula ali maula

 Ali maula ali maula Ali maula ali maula
 Ali maula ali maula Ali maula ali maula Ali maula ali maula
{}


Ali Maula.MP3

Share it